Hello every one,
English seekhne keliye basic english ka aana bahut jaruri hai.sab se pahle ye tin baato ka dheyan rahe.
1)chahat:app ki chahat ye honi chahiye ke app ko english seekhna hai jaise v .Himmat mat hare just kosis kare.
2)shaber:app ko chahiye ke jald bajee na kare aaram se seekhe ager app sochenge ke ek hafte me seekh lo to ye app keliye english presur or sir dard ban jayega or aakhir kar app english seekhna chhor dengge.
3)Mehnat: jada se jade mehnat kare
start to learn english
English seekhne keliye ye char step ko follow kare.
1st step:word and meaning
2nd step:Reading
3rd step:Watching
4th step :Speaking
AB IN CHARO KO BRIFLY KAR KE READ KARENGGE.
1st step word and meaning: Jada se jada words meaning yaad kare. Q ke ager app samjenge kaise or ager samjenge nahi to bolengge kaise. Isliye app jada se jada word meaning yaad kare. Ab yaad karne ka matlab ye nahi ke app word meaning ko ratta mare balke sahi tarika to ye hai ke rojana app ek naya meaning sikhe socye ager app rojana only one meaning shikhte hai to app 365 days me 365 word ka meaning shikte hai or ager dekha jaye na to rojana hum bahut se chijo ka naam English me hi use karte hai per dheyan nahi dete hai jaise ke. Book, pen, table, egg, house, or istrah ke bahut sare hai jo aap jante hai bus yehi karna hai app ke ghar ka saman ho ya bhar ka ager usko dekha to ye janne ki kosis karengge ke isko English me kya kah te hai yahi sab se achha tarika word meaning ko yaad rakhna hai k ratta marne ka or ager app ratt v lete ho na to app us word ko jada din tak yaad nahi rakh payenge or raatne se app preser or tention barhega og app English shikna chhor denge yaad rakhye koi sa v app aisa kaam nahi kare jis se app ka preser or tention are nahi to natija ye hoga ke app chhor denge.
2nd step Reading: App every day just 10 se 15 minut read kare ager app ke pass jada time hai to jada read kare.Ab sawal ye hai ki kya read kare?
To appna bachcho ki jo english book hoti hai use read kare Q ke bachcho ki book me bari chhoti,easy and khubsurat story hoti hai. Ager app chhoti chhti story English me read karenge to fayeda ye hoga ke app ko read karne me bara maja aayega.Appko samaj me aayega and sab se important baat app ko or jada sejada read karne ka man karega,khahis hogi,or istarah naye naye words ka meaning seekh ne ko milega. Yaad rahe koi bari book read na kare chahe to kar sakte hai per na kare to behter hai q ke ager app bari book ka read karenge to read karne me problem hogi or samaj ne me provlam hogi or istarah fer se tention or preser paida hoga. Isliye chhoti chhoti story read kare ya.
3rd step Watching: App tv todekh te hi honge to kosis kare ke jo app dekh rahe hai usko English me dekhe jai se ke movie ,news,sports,game,cricket,football etc.App apne language me torojana dekhte hai per ab app kosis kare ke isko English me dekh ne ki or sirf dekhe nahi balke jaruri ye hai ke app bare dheyaan se usko sune.jab rojana app dheyaan se dekh ne and sunne lagenge to app ko kuch na kuch samaj me aane lage ga.Ager app pahli bar English me dekhenge to app ka man nahi karega and nahi app kuch samaj payenge.
4th stepSpeakingsab se important baat bachcho se enenglish me baat karne ki kosis kare.
jo kuch abtak app ne seekha usko use kara bachche ke sham ne me.Q ke ager app ne jo kuch seekha usko baro se baat karne ki kosis karenge to app shahi sentence nahi bol payenge or log app ka majak urange or app sharam mahsus karenge isliye app bachho se baat karne ki kosis kare.jaise ki app ne aaj kuch neya word ka meaning seekha to app bachcho se puchhe is word ka kya meaning hai
EK PRAYAS INFORMATION TECHNOLOGY AUR JAAGROOK SAMAJ KE LIYE.. Aap bhi Contribute Jarur Kare..
Labels
- Aapke Adhikar
- Bachpan Ki Yaadein
- Bank
- Bhopal Event
- Bhopali Tarike
- Child Baby Names
- Current Affairs
- Festival
- Fun
- Get Knowledge
- Govt Schemes
- Hansi Mat Udao
- Help
- IBPS
- IIN Se Sikhe
- Income Tax
- Learn English
- M.P. State
- Man ki Baatein
- Motivational Quotes
- RBI
- Sarkari Naukri
- Search News
- Section For Govt Employees
- Social Media
- Social Work
- Website
- Who Is Who
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
HUE BAHUT DIN BUDIYA EK, CHALTI THI LATHI KO TEK, USKE PASS BAHUT THA MAAL, JAANAA THA USKO SASURAL, MAGAR RAAH MEIN CHEETE SHER, ...
-
Lion aur Mouse ki kahani Laalchi Dog Pyasa Crow Chalak Monkey Chalak Rabbit Monkey aur Cats Ma...
-
ek gaon mein chuha rehta, pi pi uska naam, idhar udhar wah, ghum raha tha... chindi mili tamam, lekar darji ke ghar pahucha, topi ki...
-
Sukh ka data, Sabka saathi, Shubh ka ye sandesh hai, Maa ki god, pita ka aashray, Mera Madhya Pradesh hai. Vindhyachal ka Maa Narma...
-
Ek sawal mere blog readers ko kafi pareshan kar raha hai. Wo mujhse ek paheli ka jawab chahte hai to maine socha ki aap sab logo ke sath kyu...
-
IBPS exams aane wale hain aap logo ne Bank Exam dene ki taiyri karna bhi shuru kar di hogi. Bahut se log coaching ja kar padhai karte hai to...
-
Ek baar ek Sher apni gufa mein so raha tha. Tabhi ek chuha kahin se aakar uske uppar koodne laga. Jis se uski neend toot gayi. Sher ko chuh...
-
“POINT NO.5″ missing hai.! Kisi ko Chahne ki 8 Nishaniya:- . 1) Aap unke sms bar-bar pdhte hain. 2) Aap unke samne aane se hichkic...
-
1.Main aadhar ke liye apna enrollment kaise karwau ? Mujhe apne kshetra ke aadhar centres ki list kahan se milegi ? Ans. Step1 : click on...
-
Here is the details of Newly introduced Medical Insurance Policy in 10th B.P.S. AIBEA cir.st.08.06.2015 New Revised Scheme on Reimb...
No comments:
Post a Comment