IBPS exams aane wale hain aap logo ne Bank Exam dene ki taiyri karna bhi shuru kar di hogi. Bahut se log coaching ja kar padhai karte hai to kuch ghar par reh kar hi Bank exams ki taiyri karte hain. Kuch log coaching jaane ke baad bhi exam crack nahi kar paate par kuch log ghar baithe hi bank exams ki taiyri kar use crack bhi kar lete hain.
Aapne socha hai ki aakkhir aisa kyun hota hai, Is ka jawab hai exam dene ki sahi taiyri.Main aapko batata hu ki kaise aap bhi kam samay mein bina coaching fees kke free mein bank exam mein paas ho sakte hain.
Agar sahi disha mein aap apni bank exam ki taiyri kare to definitely aap bhi exam
mein pass ho sakte hain, Sirf 3 mahine hi kafi hote hain kisi bhi exam ko pass karne ke liye lekin us ke liye aap ke paas sahi direction hona jaruri hai.
Bank Exams mein Pass hone ke liye in tips ka prayog kare:
1.Syllabus Aur Time Ko Manage Kare: Bank Exams ki taiyri mein sabse pehli baat par dhyaan dene ki jarurat hai wo hai Syllabus aur time ke beech taalmel bithane ki.
2.Ratne ki aadat dale: Wo samay gaya jab teachers kehye the ki ratne ki jagah yaad karna chahiye. Ab apko ratne ki aadat bhi dalni hogi. Bank Exam ka pattern hi kuch aisa hai ki aap ko jitna time milta hai exam ke liye utne mein pure question solve karna namumkin hai, Agar aap jyada se jyada question karne ho to aapko chije rati honi chahiye.
3.Moral Values Par Dhyaan De: Bahut se log Moral Values ko exams ke jod kar nahin dekhenge llekin is ka bhi utna hi mehatav hai jitna ki aapki padhai. Study ke sath hi aapko apne aas-pass ke atmosphere mein moral values ko badhava dena chahiye kyunki yeh aapko positive energy dega joo aapko Exams aur uske baad Job mein bhi bahut kaam aayega. Immandar bane, Dil saaf rakhein fir dekhiye kitna bhi competition kyun na ho sarkar agar 90 percent bhi reservation kyun na kar de lekin koi bhi aapko Job lene se rok nahi payega. Sachche Dil se try kar ke dekhei.
4.Study ke time ko dheere dheere Badhaye: Exams ki taiyri dheere se accelerate kare, sabse pehle apne concept clear kar le. Aap www.inbhopal.in ki study materials se bhi aapke concept clear kar sakenge. Uske baad roj sirf ek set paper ko time ke sath clear karne ki koshish kare. Is mein wo hi tarika apnaye jo aap Exam kke samay karenge.
EK PRAYAS INFORMATION TECHNOLOGY AUR JAAGROOK SAMAJ KE LIYE.. Aap bhi Contribute Jarur Kare..
Labels
- Aapke Adhikar
- Bachpan Ki Yaadein
- Bank
- Bhopal Event
- Bhopali Tarike
- Child Baby Names
- Current Affairs
- Festival
- Fun
- Get Knowledge
- Govt Schemes
- Hansi Mat Udao
- Help
- IBPS
- IIN Se Sikhe
- Income Tax
- Learn English
- M.P. State
- Man ki Baatein
- Motivational Quotes
- RBI
- Sarkari Naukri
- Search News
- Section For Govt Employees
- Social Media
- Social Work
- Website
- Who Is Who
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
HUE BAHUT DIN BUDIYA EK, CHALTI THI LATHI KO TEK, USKE PASS BAHUT THA MAAL, JAANAA THA USKO SASURAL, MAGAR RAAH MEIN CHEETE SHER, ...
-
Lion aur Mouse ki kahani Laalchi Dog Pyasa Crow Chalak Monkey Chalak Rabbit Monkey aur Cats Ma...
-
ek gaon mein chuha rehta, pi pi uska naam, idhar udhar wah, ghum raha tha... chindi mili tamam, lekar darji ke ghar pahucha, topi ki...
-
Sukh ka data, Sabka saathi, Shubh ka ye sandesh hai, Maa ki god, pita ka aashray, Mera Madhya Pradesh hai. Vindhyachal ka Maa Narma...
-
Ek sawal mere blog readers ko kafi pareshan kar raha hai. Wo mujhse ek paheli ka jawab chahte hai to maine socha ki aap sab logo ke sath kyu...
-
IBPS exams aane wale hain aap logo ne Bank Exam dene ki taiyri karna bhi shuru kar di hogi. Bahut se log coaching ja kar padhai karte hai to...
-
Ek baar ek Sher apni gufa mein so raha tha. Tabhi ek chuha kahin se aakar uske uppar koodne laga. Jis se uski neend toot gayi. Sher ko chuh...
-
“POINT NO.5″ missing hai.! Kisi ko Chahne ki 8 Nishaniya:- . 1) Aap unke sms bar-bar pdhte hain. 2) Aap unke samne aane se hichkic...
-
1.Main aadhar ke liye apna enrollment kaise karwau ? Mujhe apne kshetra ke aadhar centres ki list kahan se milegi ? Ans. Step1 : click on...
-
Here is the details of Newly introduced Medical Insurance Policy in 10th B.P.S. AIBEA cir.st.08.06.2015 New Revised Scheme on Reimb...
No comments:
Post a Comment