Wo Chod Gaye Hamein
Kashtiyan Rah Jaati Hai
Yaad Mein Teri Aankein
Chehre Ki Hasi
Se Apne
Insaan ke
kandhe pe insaan
Kya bhala dhundhate ho
Jaisa Karoge Aap Vaisa Hi
Jo Vaada Kiya Usne
Wo Chod Gaye Hamein, Na Jaane Unki Kya Majboori Thi,
Khuda Ne Kaha Ismein Unka Koi Kusoor Nahi,
Ye Kahani To Meine Likhi He Adhuri Thi…
Kashtiyan Rah Jaati Hai
Kashtiyan Rah Jaati Hai Toofan Chale Jaate Hain,
Yaad Rah Jaati Hai Insaan Chale Jaate Hain,
Pyar Kam Nahi Hota Kisi Ke
Door Jaane Se,
Bas Dard Hota Hai Unki Yaad Aane Se…
Yaad Mein Teri Aankein
Yaad Mein Teri Aankein Bharta Hai Koi,
Har Saans Ke Saath Tujhe Yaad Karta Hai Koi,
Maut Ek Aisi Cheez Hai Jisko Aana He Hai,
Lekin Teri
Judai Mein Har Roz Marta Hai Koi..
Chehre Ki Hasi
Se Apne
Chehre Ki
Hasi Se Apne Har Gam Chupao
Sab Kuch
Bolo Par Dard E Dil Na Batao
Khud Na
Rutho Kabhi Aur Sabko Manao
Yahi Raaz
Hai Zindagi Ka Bas Jeete Chale Jaao
Insaan ke
kandhe pe insaan
Insaan ke
kandhe pe insaan jaa raha hai,
Kafan me lipta kuch armaan jaa raha hai,
Jise naa mili ho mohabbat es jahan mein,
Shayad use pane wo kabristaan ja raha hai.
Kya bhala dhundhate ho
Kya bhala dhundhate ho seene me,
Jaan se bhi guzar gaya
hain dil,
Ab wo pagalpan hai na wo wehshat hai
Chot kha kar sudhar gaya
hain dil.
Jaisa Karoge Aap Vaisa Hi
Jaisa Karoge Aap Vaisa Hi Paaoge Sada,
Aaj Sabke Hoton Par Yeh Sachhayi Mili,
Magar Kaise Maan Lun Main
Is Baat Ko Sach,
Mujhko Toh Wafa Ke Badle Bewafayi Mili.
Jo Vaada Kiya Usne
Jo Vaada Kiya Usne Humse,
Dekhna Nibha Kar Dikhayenge Hum,
Na Naam
Uska Aayega Hoton Par,
Magar Bhula
Bhi Na Paayenge Hum.
No comments:
Post a Comment