Bana diya hai
zamane ne dil ko
Baadal kaale gehre hain,
Yado se judkr
yaad aate ho aap,
Jeene k liye dard ka samaan,
Baar dil se yeh paigham aaye,
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Bana diya
hai zamane ne dil ko patthar ka
sataye koi bhi mujhko rula nahi sakta
haseen taaj mahal ke banane wala bhi
dilon ke toote gharounde bana nahi sakta…
Baadal kaale gehre hain,
Aaj baadal kaale gehre hain,
aaj chand pe lakhon pehre hain,
Kuch tukde tumhari yaadon k,
badi der se
dil mein thehre hain,
Yado se judkr
yaad aate ho aap,
Yado se
judkr yad aate ho ap,
Yad aakar yad ban jate ho ap
Yaado hi
yaado me har jagah nazar aate ho ap,
Kyu yaado ko b yaadgar ban jate ho aap
Jeene k liye dard ka samaan,
Jeene k liye dard ka samaan bahut hai,
kuch roz se apna dil pareshan bahut hai,
milte hain
shabo-roz sabhi log hum se,
aik tjh se mulakat ka arman bohat hai.
Baar dil se yeh paigham aaye,
Har baar dil se yeh paigham aaye,
Zubaan kholon to tera he naam aaye,
Tum he kion bhaye dil ko kya maloom,
Jab nazroo k saamne haseen tamam aaye.
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
No comments:
Post a Comment