In aaakhon se
Maa Durga
Maa Durga ka tyohar
Maa Durga ki aseem kripa
Sarva Mangal
Mangalye
Pag-pag mein
Sara jahan hi
Kumkum bhare kadam
Lal rang ki
chunari se
In aaakhon se sada Maa ko dekhu,
In kano
se Maa ko sunu,
Ye haath Maa ke charno ki dhul ko sada chue,
Ye paaon sada Maa ke darbar ko hi jaye,
Sada maa ka
beta bana rahu.
Maa har
saal Navratra pe milne aaye.
Happy Navratri
Maa Durga
Maa Durga hamein sarv-shreshtha banne ka
saahas, ichha, dhairya pradan karein.
Unki aseem
kripa hum par sada bani rahe!
Aapko aur apke parivar ko Navratri ki shubhkamnaye!
Maa Durga ka tyohar
Aaya hai
Maa Durga ka tyohar.
Maa aap aur
aapke parivar par sada apni kripa banaye rakhe .
Yahi hai
dua hamari.
Aapko
Navaratri ke pawan avsar par bahut-2 badhai ho.
Maa Durga ki aseem kripa
Maa Durga ki aseem kripa se aap
sabka jeevan sada hasta muskarat rahe.
Isliye prem
se bolo Jai Mata Di
Happy Navratri
Sarva Mangal
Mangalye
Sarva
Mangal Mangalye, Shive Sarwatha Sadhike,
Sharanye Tryambake Gauri Narayani Namostute.
Navratri ki Hardik Shubhkamnayen.
Pag-pag mein
Pag-pag mein phool khile,
Khushi aap sabko itni mile,
Kabhi na ho
dukhon ka samna,
Yahi hai
apko Navratri ki subhkamna.
Sara jahan hi
Sara jahan hi jiski sharan mein naman hai,
Us Mata ke charan mein bane hum hain,
Hum hain us Mata ke charano ki dhool,
To aao mil kar chadhaye Maa ko shradha ke phool.
Happy Navratra
Kumkum bhare kadam
Kumkum bhare kadmon se aaye Maa Durga aapke dwar,
Sukh sampatti mile apko apaar,
Meri or se Navratri ki shubh kamnayen karen sweekar!
Lal rang ki
chunari se
Lal rang ki
chunari se saja Maa ka darbar,
Harshit hua man, pulkit hua sansar,
Nanhe nanhe kadmon se,
Maa aaye aapke dwar,
Mubarak ho
apko NAVARATHRI ka tyohar.
No comments:
Post a Comment