Ek baar ek kutte ko
bahut jor se bhook lagi thi. Tabhi use ek roti mili. Woh us roti ka poora
anand lena chahta tha. Isliye woh use shanti mein baithkar khane ki ichcha se
roti ko apne muh mein daal kar nadi ki aur chal diya. Nadi par ek chota sa pul
tha. Jab kutta nadi paar kar raha tha, tabhi use pani mein apni parchayi
dikhayi di. Usne apni parchayi ko doosara kutta samjha aur uski roti cheenna
chaha.
Roti cheenne ke liye usne bhokte huye nadi mein chalang laga di. Muh kholte hi uske muh ki roti nadi ke jal mein gir kar beh gayi aur lalchi kutta bhooka rahgaya . isliye kaha gaya hai ki hume lalach nahi karna chahiye.
Roti cheenne ke liye usne bhokte huye nadi mein chalang laga di. Muh kholte hi uske muh ki roti nadi ke jal mein gir kar beh gayi aur lalchi kutta bhooka rah
No comments:
Post a Comment