1720 A.D. ke dauran, Usne vilaage Bhopal
ko City mein badalna shuru kar diya aur khud ko Bhopal ka Nawab declare kiya.
1728 A.D. mein Khan ki death ke baad, Bhopal riyasat ki baagdor Nizaams
ke haath mein aa gayi, kuch samay baad 1737A.D. mein Battle of Bhopal mein,
Nizaams Marathao se haar gaye aur Bhopal
ki riyasat thode se samay ke liye Marathao ke prabhav mein aa gayi.
Nawab Faiz Mohammad Khan(1742-1777), 1742 mein apni capital Islamnagar
se Bhopal le
aaya. Year 1818 A.D. mein Bhopal British rule ke under mein aa gaya
aur jo ki year 1949 tak Dost Mohammad Khan ke descendent(wanshaj) ke rule mein
hi raha(when it was merged with the Republic of India .
For two years after the departure of the British from India in 1947, Bhopal had survived as an independent state).
Early Rulers
1730 A.D. ke dauran, Maratha one Bhopal
par adhikar ke sath-sath apne rajya ka kshetra expand karna start kar diya, Maratha
one Indore aur phir Gwalior tak apna samrajya kar liya tha. Is
dauran hi Dost Mohammad Khan ke wansaz ne Marathon ke hatho se Bhopal
ki riyasat cheen kar apne hath me le li. Baad mein, Nawab Wajir Mohammad Khan
ne kuch yudho ke baad Bhopal ko ek shakti-shali rajya banaya.
Nawab Jahangir Mohammad Khan ne apne fort se
ek mile ki doorie par ek Cantonment(chhavni) established ki jiska naam
Jahangirabad tha. Usne
Jahangirabad mein
Gardens aur Barrack
banwaye the jismein British Mehman aur soldiers reh sake.
1788A.D.
First Anglo-Maratha War mein, British General ‘Thomas Goddard’ ne pure Bharat
mein campaign chalaya, Bhopal
state un kuch states mein raha jisne Britishers ke sahayak ke roop mein kaam
kiya.
Feb-Mar 1818 mein, East India
Company aur Nawab Nazar Mohammad ke beech Anglo-Bhopal treaty me Bhopal princely
state bana British India ka.
Rules of Begams:
1819-1926 A.D. tak Bhopal
mein 4 Begamo ne raaj kiya. Isi kaal mein Bhopal City
ka fast development hua. Is dauran Bhopal
mein Water-works, Railways, aur Postal System aur Muncipality ka development
hua.
Qudsia Begam pehli
female ruler rahi List Of Nawab of Bhopal
No comments:
Post a Comment