HURRY UP :Apne Business Ko YoungBhopal Ke Sath Jod Kar Nayi Pehchan De, Send SMS "ME" to 7748066224

Online Coaching

ATTENTION READERS :यंगभोपाल वेबसाइट पर अपने लेखन का हुनर दिखाए और अपने दोस्तो के बीच लोकप्रियता पायें.. अपने लेख आप हमें मेल करें mehratech.mail@gmail.com पर

November 15, 2014

Friendship Whatsapp Text SMS

Dil Ko Dil Se Churaya Aapne
Dil ko dil se churaya aapne
Door hote hoye bhi apna banahea aapne
Kabhi bool na payenge ge aapko
Kyun k yad rakhna bhi sikhaya aapne

Zindgi Me Hamesha Naye Dost Milenge.

Zindgi me hamesha naye dost milenge.
kahin jyada kahin kum milenge.
Aitbar zara soch kar karna .
mumkin nai har jagah hum milenge.


Ehsas bhoat hoga jb hum chale jain gey

Ehsas bhoat hoga jb hum chale jain gey
Jb rona chaho gey to anso nae aingey.
Jb sath na de koi to awaz hamey dena.
Asman per be hongey to laut aingey.


Dosti Ki Judai Ka Gham Na Karo

dosti ki judai ka gham na karo
dour rah kar bhi dosti kam na karo

agar mile zindagi ke mood par kabhi tho
dekh kar hame aankh band na karo

SMS Ek Bimari Hai Jo Waqt Ko Barbad Kar Rahi Hai

SMS ek bimari hai jo waqt ko barbad kar rahi hai

Aao mil k kasam khaye k is bimari ko khatam kar dein ge.

Ek Call rooz app karo

baki MISS CALL hum kar dein ge

Dost Bhi Milte Hain Mehfil Bhi Jami Rahti Hai

Dost bhi milte hain mehfil bhi jami rahti hai
tu nahi hota to har shay me kami rahti hai
gar ye nahi muskrane ka mosam agar
muskrayen bhi to aankhu me nami rahti hai
kuch dilu me khilte nahi chahat ke gulab
kuch jazeeroo par sada dhund jami rahti hai
ishq umroo ki musafat hai kise kia maloom
kab tak ham sfri ham qadmi rahti hai
tum bhi us shaksh pe marte ho azeem
dunya ki nazar jis per jami rahti hai

How Can You"SMI-LE" Without"I"..?

How Can You”SMI-LE” Without”I”..?
.
How Can You be “F-NE” without “I”..?
.
How can you “W-SH” without “I”..?
.
How can you be “FR-END” without “I”..?
.
“I” am very important..!
.
But “I” can never achieve S-CCESS without “U”..
.
and that makes “U” more important than “I”…

Page 1 2 3

No comments:

Popular Posts

Contact Form

Name

Email *

Message *