Jagjit:
Aaina dekh ke bole yeh sanwarne wale
Ab to be-maut marenge mere marne wale
Asha:
Dekhke tumko hosh mein aana bhool gaye
Yaad rahe tum aur zamaana bhool gaye
Chorus: hm mm, hm mm mm mm (humming)
Asha: jab saamne tum
Chorus: hm mm, hm mm mm mm
Asha:
Jab saamne tum, aa jaate ho
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Chorus: hm mm, hm mm mm mm -2
Asha:
Chaaha tha yeh kahenge
Socha tha socha tha woh kahenge
Aaye woh saamne to, kuchh bhi na keh sake
Bas dekha kiye unhein hum
Jagjit:
Dekh kar tujhko yakeen hota hai -2
Koi itna bhi haseen hota hai
Dekh paate hain kahan
hum tumko dil kahin hosh kahin hota hai
Asha: jab saamne tum
Chorus: hm mm, hm mm mm mm
Asha:
Ho jab saamne tum, aa jaate ho
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Chorus: hm mm mm mm mm mm, hm mm mm mm mm
Asha: ha haa haa haa, ho
Chorus: hm mm, hm mm mm mm -2
Asha:
Aa kar chale na jaana, aise nahin sataana
De kar hansi labon ko,
aankhon ko mat rulaana
Dena na
beqaraari dil ka karaar ban ke
Yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke, intezar ban ke
Jagjit:
Bhool kar tumko na jee payenge -2
Saath tum hogi jahan jayenge
Ham koi waqt nahin hain
humdam
Jab bulaaoge chale aayenge
Chorus: hm mm, hm mm mm mm -2
Asha: jab saamne tum
Chorus: hm mm, hm mm mm mm
Asha:
Haa haa jab saamne tum, aa jaate ho
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Kuchh mil jaata hai, kuchh kho jaata hai
Kya jaaniye kya ho jaata hai
Chorus: hm mm, hm mm mm mm -5
EK PRAYAS INFORMATION TECHNOLOGY AUR JAAGROOK SAMAJ KE LIYE.. Aap bhi Contribute Jarur Kare..
Labels
- Aapke Adhikar
- Bachpan Ki Yaadein
- Bank
- Bhopal Event
- Bhopali Tarike
- Child Baby Names
- Current Affairs
- Festival
- Fun
- Get Knowledge
- Govt Schemes
- Hansi Mat Udao
- Help
- IBPS
- IIN Se Sikhe
- Income Tax
- Learn English
- M.P. State
- Man ki Baatein
- Motivational Quotes
- RBI
- Sarkari Naukri
- Search News
- Section For Govt Employees
- Social Media
- Social Work
- Website
- Who Is Who
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Popular Posts
-
HUE BAHUT DIN BUDIYA EK, CHALTI THI LATHI KO TEK, USKE PASS BAHUT THA MAAL, JAANAA THA USKO SASURAL, MAGAR RAAH MEIN CHEETE SHER, ...
-
Lion aur Mouse ki kahani Laalchi Dog Pyasa Crow Chalak Monkey Chalak Rabbit Monkey aur Cats Ma...
-
ek gaon mein chuha rehta, pi pi uska naam, idhar udhar wah, ghum raha tha... chindi mili tamam, lekar darji ke ghar pahucha, topi ki...
-
Sukh ka data, Sabka saathi, Shubh ka ye sandesh hai, Maa ki god, pita ka aashray, Mera Madhya Pradesh hai. Vindhyachal ka Maa Narma...
-
Ek sawal mere blog readers ko kafi pareshan kar raha hai. Wo mujhse ek paheli ka jawab chahte hai to maine socha ki aap sab logo ke sath kyu...
-
IBPS exams aane wale hain aap logo ne Bank Exam dene ki taiyri karna bhi shuru kar di hogi. Bahut se log coaching ja kar padhai karte hai to...
-
Ek baar ek Sher apni gufa mein so raha tha. Tabhi ek chuha kahin se aakar uske uppar koodne laga. Jis se uski neend toot gayi. Sher ko chuh...
-
“POINT NO.5″ missing hai.! Kisi ko Chahne ki 8 Nishaniya:- . 1) Aap unke sms bar-bar pdhte hain. 2) Aap unke samne aane se hichkic...
-
1.Main aadhar ke liye apna enrollment kaise karwau ? Mujhe apne kshetra ke aadhar centres ki list kahan se milegi ? Ans. Step1 : click on...
-
Here is the details of Newly introduced Medical Insurance Policy in 10th B.P.S. AIBEA cir.st.08.06.2015 New Revised Scheme on Reimb...
No comments:
Post a Comment